Jisne Jo Bhi Ise Khyaal Kiya | Best Urdu Ghazal | Shairy

 
">  Jis ne jo bhi isey khyaal kiya,
 maine toh Ishq behrhaal kiya.
 Aaj sab ka mizaaz zar-e qalaam,
 kal bhi aahon ne inteqaal kiya.
 Baat karte toh baat ban jaati,
 khamoshi khamoshi kamaal kiya.
 Shor barpa hua aandhi aandhi,
 jab hunar ka chiraagh laal kiya.
 Mauj uthi deeda-e tar mein,
 jab maazi ko maine haal kiya.
Waqt qurbat mein ruk raha na tha,
ab ke maah-o saal kiya. !!
No comments:
Write comments