[quots] Sheikh Sadi

 
"> Sheikh Sadi Farmaty hein!
Jo dukh day usay chor do
magar jisy chor do usay dukh na do

din ki roshni mein rizq talash karo
rat ko usay talash kro jo tumein rizq dayta ha 

Buri suhbat k doston say kantay achy
jo aak bar zakham daty han,

Aasman par nigah zaroor rakho 
magar ye matbholo k paon zameen par he rakhy jaty han

Ager tum allh ki ibadat nahi kar sakaty 
Tou gunah karna chor do
No comments:
Write comments