Aarzoo ShayAarzoo Shayari – Isi dhun main guzaarey ja raha hoon zindagi apni
Posted on February 12, 2016 by Wafa | Leave a reply
Isi dhun main guzaarey ja raha hoon zindagi apni,
Kabhi yeh zindagi ke marhley asaan to hon ge..
==========================
Kuch to de bheek us ko aye zaalim,
Ban ke jo saayel tere ghar aaya..
==========================
Ghar se nikal kharrey huye phir puchna hi kya,
Manzil kahan se paas parre gi kahan se door..
==========================
Na karo takraar, mujhay tumhara hi khayaal hai,
Phir baat se baat niklay gi, aur tum rooth jaoge..
==========================
Jab taqaaza neend ka ho aur tanhaai na ho,
Uff woh kefiyat ke ho bhi aur angrrayi na ho..
==========================
Mujhe yeh dar hai teri aarzuu na mitt jaye,
Bohat dinon se tabiyat meri udaas nahin..
==========================
Shair logon ke bohat yaad hain auron ke liye,
Tu milay to main tujhe shair sunaaon apne..
==========================
Sab Khasaaro’n ko Jama Kar Kay Ye Haasil Niklaa,
Dil-e-Nadaa’n Ki Koi Baat na Maani Jaaye……!!
==========================
Wo Ek Mouka To Mujhko Dei Baat Karne Ka Yaaron,
To Unhe Bhi Rula Dunga, Unhi Ke Sitam Suna Suna Kar..
==========================
Uski Nighah_e_Naaz Mein Hum Bhi Hain Mautbar!
Aey “DIL” Ye Sab Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon…ari – Isi dhun main guzaarey ja raha hoon zindagi apni

Aey “DIL” Ye Sab Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon…
No comments:
Write comments