Patta patta buta buta hal hamara jane hai
Jane na jane gul hi bagh to sara jane hai
Mir Taqi Mir
==============================
Jane na jane gul hi bagh to sara jane hai
Mir Taqi Mir
==============================
Kuch Khwaab Jo Na Dekhein Tu GuZra Nahin Hota .. !!
Hum Na’Janey Kis Pa’l Main Saniha ho Jaein Gay ..
Hum Na’Janey Kis Pa’l Main Saniha ho Jaein Gay ..
====================================
Fida Fasloon ki Saleeb Pey, Kay Ishq Mujhey Har Khaar se
Ussey Manziloon ki Talab kiya ho,Fana huchuka Jo Rah-e-Yaar Main
Fida Fasloon ki Saleeb Pey, Kay Ishq Mujhey Har Khaar se
Ussey Manziloon ki Talab kiya ho,Fana huchuka Jo Rah-e-Yaar Main
===============================
Ishq per zore nahi hai wo aatish E ghalib
Ke laga E na lage aur bujhaye na bane
Mirza Ghalib
=================================
Dil E nadaN tujhe huaa kya hai
Aakhir is dard ki dawa kya hai
Mirza Ghalib
===========================
Deakh to dil ke jan se uthta hai
Ye dhuaaN sa kahan se uthta hai

Faqa-kash Log Hein Sub Tirey, Jaan-ba-Labb, Dar-ba-Dar
Aur Tuu Gharq hai Aesh mei, Aey Ameer-i-Shehr
==================================
Aur Tuu Gharq hai Aesh mei, Aey Ameer-i-Shehr
==================================
Fauj ye Teri Dastaar ko Raund daaley gi Abb Khaak mei
Taesh mei Log hein aur Tuu Be-khabr, Aey Ameer-i-Shehr
Taesh mei Log hein aur Tuu Be-khabr, Aey Ameer-i-Shehr
===========================
Faraar Chahta Hun ab Zindagi Sey
Akhir Kyun Shaam ab ye Dhalti Nahi Hey
Faraar Chahta Hun ab Zindagi Sey
Akhir Kyun Shaam ab ye Dhalti Nahi Hey
======================
Teri ummeed tera intezar jab se hai
Na shab ko din se shikayat na din ko shab se hai
Faiz Ahmad Faiz
==============================
Na shab ko din se shikayat na din ko shab se hai
Faiz Ahmad Faiz
==============================
GuloN mai rang bhare baad E now bahar chale
Chale bhi aao ke ghulshun ka karobar chale
Faiz Ahmad Faiz
==============================
Isi sabab se falak ka gila nahi karte
Tere feraq mai hum dil bara nahi karte
Faiz Ahmad Faiz
====================================
Dil hai to dharakne ka koyee bahana dhundhe
Pathther ki tarah be husN O jan kyoN hai
Shahr Yar
==============================
Nazar Sey Girr Key Bhi Uthtey Kisi kO Daikha Kya ?
wO bhOol Jaao Kabhi jO mUqaam Rakhtey They

==========================
Ai dost mai khamosh kisi dar se nahi tha
Qayel hi teri bat ka ander se nahi tha
Bani
=================================
Mere sokoot se jis ko gale rahe kya kiya
Bichherte waqt wo aankoN ka bolna deakhe
Perveen Shakir
=================================
Ab kar ke faramosh to nashad karo ge
Per hum jo na hoN ge to bahut yad karo ge
Mir Taqi Mir
=================================
Dil woh nager nahi ke phir aabad ho sake
Pachta O ge suno yeh basti ujar kar

No comments:
Write comments