Hindi Shayari – Kaunsa jakham tha jo taza na tha,

 
"> Posted by:Zeshan
Kaunsa jakham tha jo taza na tha,
Itna gum milega andaza naa tha,
Aapkh jheel si aankho kaa kya kasoor,
Dubne wale ko hi gehrai kaa andaza naa tha.

=========================

Wo tha mahir hai har hunar air chalbazi ka ,
Hame to hoshiyari ka bhi falsfa aata na tha.

=========================

jakhm itne gahre hai ke ijhaar kya kare.
hum khud nishana ban gaye waar kya kare.
mar gay hum khuli rahi aankhe ab is se jayada unka intjaar kya kare.

=========================

Wo kehte rhe ke mujhse wafaa na ho ski
fir log mujhe kyu kehte hai use chor dei

=========================

ek tu na mila to mar jayunga main rahul
aaj bhi wo hi vaada hai sirf sath mere nhi hai

=========================

Kisi Bhi Dard Ki Had Se Zara Ghuzarne Tak
Me Khud Ko Jhorrta Rehta Hooh Phir Bikharne Tak

=========================

Apne haalat se sulah to main kar lu lekin,
Mujh mein rooh-posh jo ek shaks hai mar jayega

=========================

Mere Qatal ka Irada ho tou khanjar se waar na karNa ……
Mere marne k Lye kafi hay tera Auron se pyar karNa……..
No comments:
Write comments