Dhoka SMS Poetry Collection from Facebook

 
"> Posted by:Zeshan

Zindagi Main Hai Dhoka Is K Siwa Kuch Nahi
Tamashai Hai Yeh Dunya Is K Siwa Kuch Nahi
Meri Zindagi Se Pochiye Zindagi Kia Hai
Zindagi Hai Aik Khawab Is K Siwa Kuch Nahi
Khushiyan Hain Lakhon Is Dunya Main Magar
Udasi Hai Mere Dil Main Is K Siwa Kuch Nahi
Mujh Se Joh Log Bhi Mile Hain Khush Hokar
In K Dilon Main Hai Nafrat K Siwa Kuch Nahi
Wade Tu Karte Hai Log Magar Jante Nahi Wafa Karna
Bewafai Hay Is Dunya Main Is K Siwa Luch Nahi
Pal Main Jisse Chah Usse Pal Main Bhula Diya
Yeh Khel Hay Dunya Ka Is K Siwa Kuch Nahi
Tum Ko Chah Hay Magar Kuch Bhi Nahi Socha K
Dunya Tou Hai Ik Sarab Is K Siwa Kuch Nahi
====
Dhoka Daeti Hai Masoom Chehroun Ki Chamak Aksar…
Har Kaanch K Tukray Ko Heera Nahi Kehty.
===
Tum Ko Kiya Khabar Janaa! Hum Udaas Logon Par,
Shaam Ke Sabhi Manzar Ungliyaan Uthaate Han…
====
Har Taraf Raah Mein Thay Kaanty Bichay Huay
Dhoka Shayari
Har Taraf Raah Main Thay Kaanty Bichay Huay,
Mujh Ko Teri Talab Thi, Guzarte Chale Gaye..
=====
Tujhe dokhon sy na bacha pay agarcha teri mohabaton mai
Dhoka Shayari
Tujhe dokhon sy na bacha pay agarcha teri mohabaton mai
na jany kitny maqam aye ke hum ny khud sy munafqat ki
====
Tery ranj,teri ankhey meri mohabaten mery pass hay
Dhoka Shayari
Tery ranj,teri ankhey meri mohabaten mery pass hay
mai amanton ko idhar udhar nay kar raha
====
Tu agar khawab tha mera to bata
Dhoka Shayari
Tu agar khawab tha mera to bata
kuin meri neend sy baher nikla
=====
teri soorat sa kisi ki naheen milti soorat
Dhoka Shayari
teri soorat sa kisi ki naheen milti soorat
hum jahan main ter tasveer lia phrtay hain
===
Garam joshi aur is qadar, kya baat hai
Dhoka Shayari
Garam joshi aur is qadar, kya baat hai…
kia tumhein mujh sey kuch shikayat hey
===
Wo bohat kuch jo kitabo may ny tha
Dhoka Shayari
Wo bohat kuch jo kitabo may ny tha
wo chehron ki lakeero may pardha hy
====
Zindagi bhar mein rahe door jo ghairon ki tarah
Dhoka Shayari
Zindagi bhar mein rahe door jo ghairon ki tarah,
Laash par aaj wohi ashhk bahaney aaye,
Aese aalam mein bhi woh rooth ke jate hain shameem,
Dam-e-aakhir ko jo aaye to rulaney aaye…
====
Khalaf e maslahat me bhi samjata hon magar naseh,
Wo ate han to chehre par taghayar aa hi jata hai.
===
Khoon e dil se gull banana to bara asan hai,
Uss me jo khoshbo basi hai us ko bhi tasweer kar.
======
Muskura ne ki waja tum ho
Jo mele usme katlenge hum thodi khushya thode ansu batlen ge hum
Jiya jaye na jaye na ore piyre…..
====
Tumhare saath mere silsilay na miltey they,
Safar tha ek magar raastey na miltey they,
Tujhe ganwa k meri jaan mujhe yaqeen aaya,
K log mujhse mere waastey na miltey they !!
===
Teri nighah me ik rang e ajnabiyat tha,
Kis itabar pe hum khol ke guftago karte.
======
Taloqat ke barzakh me hi rakha muj ko,
Wo meree haq me na tha aur khelaf bhi na hoa.
=====
Ab bhi baaki hai tumhare dil mein thora sa khaloos
Is se pehle bhi humain aksar yehi dhoka howa…
No comments:
Write comments

Advertisement