Raat ka pichala pehar hai – Wasi Shah

 
"> Posted by:Zeshan

Raat ka pichala pehar hai
Matami malboos orahe
Dard ki un wadiyon se
Wehshaton k raste se
Lar-kharati
Dagamati
Baal khole
Bain karti
Chandani ko sath le kar
Meri janab chal pari hai
Aa rahi hai
Teri yaad
No comments:
Write comments